| Latest SMS Messages Collection |
|
Woh sehri ka maza,Woh
Woh sehri ka maza,Woh Iftar ki BHOOK, Woh QURAN ki tilawat,Woh namaz ka mamol,Woh Ramzan ki barkat,Woh rozey ka noor,Aj se 1 Din dur
..RAMADAN MUBARAK.
Welcome Ramzan
Welcome Ramzan, Walk: Humbly..
..Talk: Polietly..
..Dress: Neatly..
..Pray: Attentively..
..Donate: Generously..
..God Bless u..Remember me in ur prayers.
Jo marzi shakaal
Jo marzi shakaal banalo..cry,smile,sad,bore,happy,Hungry..
..Roza to Rakhna Parega.
.. Ramazan MUBARAK
Pakistan main ya hawa
Pakistan main ya hawa cha rahi hay.. ..her..insan kpas say ya dua arahi hay.. ..ramdan mubarak hun…aap ko.. her jaga say yahi sada arhi hay
Raat ko naya chand
Raat ko naya chand mubarak,
Chand ko chandni mubarak,
Falak ko sitare mubarak.
Sitaroon ko bulandi mubarak.
Aur aap ko hamari taraf se:-
RAMADAN MUBARAK
RAMADAN MEGA OFFER
RAMADAN MEGA OFFER: Eazy Recharge take 1 Nafil & Get 1Farz ka sawab.Take1, Farz & get 70 time extra sawab. Offer valid only 1 month Hurry up dont miss this, Offer.
Ramadan Mubarak
Woh sehri ki noraneyat
Woh sehri ki noraneyat,
Woh iftaar ki rounaq,
Woh aasman se rehmat ka barasna,
Woh masjidun ka rooh parwar manzar,
Woh naikiyon ka jazba,
Woh tilawat ki dhoom,
Jee han rehmat wala maghfirat wala or azaab se nijaat wala mahena “RAMZAN” aaney wala hai,
Duaon main yaad rakhna.
Ramadan ka chand
Ramadan ka chand daikha,
Rozay ki dua mangi,
Roshan sitara daikha,
Aap ki khairiat ki dua mangi,
May Almight Allah bless you with his blessing in the holy month of Ramadan .
As the cresent moon
As the cresent moon is sighted?
And the holy month of Ramadan beings?
May Allah bless you with happiness and
grace your home with warmth & peace !
A : Allah se daro
A : Allah se daro
B : Bismillah se shuro karo
C : Chooor ko saza do
D : Deen seekho
E : Elim hasil karo
F : Farz ada karo
G : Gussa mat karo
H : Haj ada karo
I : Ibadat karo
J : Jannat millegi
K : Kalma pado
L : Laa ilaha illalha
M : Muhammad ur rasool ALLAH
N :Namaz pado
O :Omar ka lihaz karo
P : Parda karo
Q : Quran pado
R : Roza rakho
S : Shukriya ada karo
T : Tauba karo
U : Ummeed rakho
V : Vazoo karo
W : Waqt ka lihaz karo
X : Xtra nafil pado
Y : Yakeen karo ALLAH per
Z : Zikr ALLAH KA KARO.....
|
|
|
|
|