Aahat
si koi aye to lagta hai ki tum ho.
Hawa koi lehrayi to lagta hai ki tum ho.
Ab tum hi batao,
kya tum kisi BHOOT se kam ho ?

Ladka: Janeman is dil mein aaja.
Ladki: Sandal nikalu kya?
Ladka: Pagli mandir
thode hi hai, aise hi aaja!!

Bhagwan se Scooter manga..
Car di; Ghar manga.. bangla diya;
dost manga toh tumhey diya..
Bhagwan ne isbar aisa zulm kyoun kiya

Kya bindaas hawa chal raheli hai,
birdy gana ga raheli hai,cow log grass eat
raheli hai,shane log sms kar rahele hain
aur dhakkan log sms padh rahele hain!!
|
|
|
|