|
| 1 |
 |
| 2 |
| Fun Corner |
|
|
| +Fun Corner --- Poetry |
|
Lamha Lamha waqt guzar jayega...
Chand lamhon mein exam aa jayega...
Abhi bhi waqt hai, do line padh lo...
Warna pass kya MUNNA BHAI karvayega???
vah vah... vah vah... vah va

Aansun se palke bhigo leta hoon
Yaad teri aati hai to ro leta hoon
Socha ki bhula doon tujhe magar,
Har baar faisla badal deta hoon

Mayoos tow hoon mager hona nahi chahti
Kia karon mein ussay bhulana nahi chahti
Janti hon wo bay khaber hai mujhe se
phir bhee Uss k khayal ko dil se mitana nahi chahti
~

Badi muddat se chaha hai tumeh,
badi duaon se paaya hai tumeh,
Tujeh bhulane ki sochu bhi kaise,
Kismat ki lakiron se churaya hai tujeh!

aasaan nahi hota kisi ko bhulana.
chhe vo apna ho ya begana
dil ki baatain bas samajhta hai dil hi,
inhe kya samjhega ye zalim zamana??
|
|
|
|
| 1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10 - 11 - 12 - 13 - 14 - 15 - 16 - 17 - 18 - 19 |
<< Back |
|